Allama Iqbal Poetry
- Zameer jag hi jata hai, ager zindah ho iqbal
kabhi gunah se pehle, to kabhi gunah k bad.. ....
- Hansi Aati Hai Mujhe Hasrate Insaan Par
Gunah Karta Hai Khud Aur Lanat Bhejta Hai Saitan Par.. ....
- Kafir Ha To Shamsher Pe Karta Ha Bharosa
Momin Ha To Be Tegh Larta Ha Sipahi .. ....
- Mita De Apni Hasti Ko Agar Khuch Mrtaba Chahee
Ke Dana Khak Me Milkar Gul O Gulzar Banta Hea.. ....
- Es Doar Ki Zulmat Mein Har Qalbe Preeshan Ko
Wo Daghe Muhabbat De Jo Chand Ko Sharma De.. ....
- Tehni Pay Kisi Shajar Ki Tanha
Bulbul Tha Koi Udaas Betha.. ....
- Lab Pay Aati Hai Dua Ban Ke Tamanna Meri
Zindagi Shama Ki Soorat Ho Khudaaya Meri.. ....
- Ik Charagah Hari Bhari Thi Kahin
Thi Saraapaa Bahhar Jis Ki Zamee.. ....
- Koi Pahar Yeh Kehta Tha Ik Ghulehri Se
Tujhe Ho Sharam To Pani Mein Ja Ke Doob Marey..
No comments:
Post a Comment